Excerpt from 'Talash'
Kainat ke
pedaish ke silsile main Allah ta’ala Quran mai farmate hain, “Pehle qiyam he
qiyam tha. Phir hum nee se phoonk mari ke sab kuch mutaharak hogaya. Asmaan
alag hogaye. Zameenain alag hogayen. Siyaray bhanbheron ki tarha ghoomnay
lagay. Suraj bhar bhar jalne lage. Chand zameenon ke gird chakkar khane lage.
Maday ko esa dhachka laga ke aj tak us phoonk ka zor khatam nae hua. Aj bhi
kainat bulbulay ki tarha phele jarahe hai Har cheez harkat mai hai. Musalsal
harkat.”
~ Mumtaz Mufti.
No comments:
Post a Comment